Skip to content

Available 24/7 at +918899937924

First purchase offer:FLAT 10% OFF

Shilajit

Shilajit Ke Fayde in Hindi – Shilajit Ke Upyog or Sayvan

by Kashmironlinestore.com Admin 23 Nov 2021

Shilajit ko Kashmiri Loag aam toor par Pathar ka Pasina Bolutay hai. Ye ek ghada aur chipchipa padarth hai jiska rang safed se gehra-bhoora hota hai. Shilajit parbatu kii patharun se suraj kii roshni ke karan phoot ta hai. Shilajit ladakh ki ghatiyu mei mil jata hai aur ye shakahari padarath hai, isliye kyuki jaha bhi shilajit phoot ta hai waha pe euphorbia bhi ughta hai.

Shilajit ke anek laabh hai, chalye kuch laabhu par drishti daaltay hain.

Shilajit ke fayde:

SHILAJIT KE FAYDE
  •  Shilajit ka khanay mei apyog karnay se Alzemeheir’s ke rog ka vistaran kam kar deta hai.
  • shilaajeet maanav upabhog ke lie taiyaar phulvik minarals ka praakrtik srot hai. aap ek phulvik esid khanij mishranon ko pa sakate hain, lekin ve sabhee kendrit khanijon ke saath tarph / mittee se bane hain. Phulvik esid kaee moolyavaan poshan ghatakon mein se ek hai jisamen pholik aur hyoomik esid aur kuchh vitaamin shaamil hain.
  • Shilajit mei fulvic acid ki upastithi se mastishk koshika (brain cell) ke kshati rokti hai.
  • Purshu mei shukraanu (sperm) ke ghinti badata hai.
  • Purshun mei testosteron, jo mardana visheshatawun ke liye jaroori hai, ko badhava deta hai. Purshu ki bhaav-disha, achay vichaaru ke liye buhat hi mehatvapoon hai. Shilajit motapa bhi ghatata hai.
  • Shilajit ke antioxidants Hrday (cardiovascular) ke roogu se bhi surakhsha deta hai.
Shilajit benefits
  • Shilajit cellular damage se bhi surakhsha deta hai, jis waja se dil, gurdu, jigar aur chamdi ko bhi nuksan puhanchsakta hai.
  • Shilajit laal-rakht-koshikayun ki ginti badata hai. Mahilawun mei mahwari ki waja se jo khoon ki kami hojati hai, shilajit ka prayog mita sakta hai.
  • Mahilawun mei mahwari sahi waqt pe karane k liye shilajit buhat hi faidaymand hai.
  • Shilajit ka apyog hormones ki starr bhi barabar rakhti hai.
  • Shilajit motapa bhi doore kardeta hai.
  • Rajonivriti (menopause) wali mahilawun ko hadiyu ki kamzori se bachata hai.
  • Shilajit ki buhat si tanav-virodhi (anti stress) khubyan hai, jis wajah se manav ek santosh jiwan guzar sakta hai.

                      Buy Online Shilajit 20 Gram 

Shilajit Ka Upyog Kese Kiya Jaye:

Chawal ke danay jitna shilajit paani ya dhoodh mei ghol ke pi jayey. Iske chamatkari asar kamar aur gutnu ke dard se chutkara dilata hai aur saat hi wo sab faiday puhanchata hai jo humne upar likhe article mei diya hua hai.

शिलाजीत मानव उपभोग के लिए तैयार फुल्विक मिनरल्स का प्राकृतिक स्रोत है। आप एक फुल्विक एसिड खनिज मिश्रणों को पा सकते हैं, लेकिन वे सभी केंद्रित खनिजों के साथ टर्फ / मिट्टी से बने हैं।  फुल्विक एसिड कई मूल्यवान पोषण घटकों में से एक है जिसमें फॉलिक और ह्यूमिक एसिड और कुछ विटामिन शामिल हैं।

Prev Post
Next Post
Someone recently bought a

Thanks for subscribing!

This email has been registered!

Shop the look

Choose Options

Recently Viewed

Edit Option
Back In Stock Notification
Terms & Conditions

Choose Options

this is just a warning
Login
Shopping Cart
0 items